Monday, June 21, 2010

Tujhko Pukare mera pyar

aaaa aaja aaja aaaja
aaaaaaaa aaja aaaja aaja

tujh ko pukarey mera piyaar hoo ho oo o
tujh ko pukarey mera pyaar
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

aakhri pal hein aakhri aahein tujhey dhoond rahi hein
doobti saansein bhujhti nigahein tujhey dhoond rahi hein
saamne aaja aik baar hoooo
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

doono jahan ki bhent charha di mein ney chah mein teri
apney badan ki khaak mila di mein nay raah mein teri
ab to chali aa iss paar hoooooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

itney ugoon tak itney dukhoon ko koi seh na sakey ga
teri qasam mujhey tu hay kisi koi keh na sakey gaa
mujh se hay teri iqraaar hooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

teri nazar ki oos parey to bujhey piyaas milan ki
terey badan ki oot mitey to rahey laaj lagan ki
mil jaaye chain qaarar haeyy
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

tujh ko pukare mera pyaar

No comments: