Wednesday, September 8, 2010

Tadap Tadap

Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai Tanhaiyaan
Kabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi Naalein
Tera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein Tadpayein
Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein
Tera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Agar Mile Khuda To
Poochhoonga Khudaya
Jism Mujhe Deke Mitti Ka
Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya
Aur Us Pe Diya Fitrat
Ke Woh Karta Hai Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Wah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya Kismat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Yeh Dil Deewana - Pardes

Dil Ye Dil
Dil Ye Dil
Dil Ye Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana
Maine Uske Shahar Ko Chhoda
Uski Gali Mein Dil Ko Toda
Phir Bhi Seene Mein Dhadakta Hai Ye Dil
Maine Dil Se Usay Nikaala
Jo Na Karna Tha Kar Daala
Phir Phi Yaad Usi Ko Karta Hai Ye Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil

God saves the world
World saves the man
Man saves the heart
Heart saves love

Dil Dil Dil
Dil Dil Dil

Dil Ki Khata Bhi Hai Kya
Mujhko Gila Bhi Hai Kya
Is Dillagi Ke Siva Dil Ne Kiya Bhi Hai Kya
Aashiq Hai Ye Chor Nahin Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Zor Nahin Hai Main Kya Karoon
Aashiq Hai Ye Chor Nahin Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Zor Nahin Hai Main Kya Karoon

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil

Dil Kaisa Bepeer Hai
Vo Ek Tasveer Hai
Main Kehta Hoon Tod De Kehta Hai Zanjeer Hai
Koi Kachchi Dor Nahin Hai Main Kya Karoon
Dil Pe Koi Zor Nahin Hai Main Kya Karoon
Koi Kachchi Dor Nahin Hai Main Kya Karoon
Dil Pe Koi Zor Nahin Hai Main Kya Karoon

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil
Deewana Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana
Deewana Dil
Maine Uske Shahar Ko Chhoda
Uski Gali Mein Dil Ko Toda
Phir Bhi Seene Mein Dhadakta Hai Ye Dil
Dil Dil
Maine Dil Se Usay Nikaala
Jo Na Karna Tha Kar Daala
Phir Phi Yaad Usi Ko Karta Hai Ye Dil
Dil Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil
Deewana Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana
Deewana Dil

Ye Dil
Dil Dil Deewana Dil
Dil Dil Paagal Dil
Dil Dil Dil Dil

Dil Dil Dil Dil
Dil Dil Dil Dil
Dil Dil Dil Dil
Dil Dil Dil Dil

Kabhi Yaado Main Aaon

kabhi yaadon mein aaoon
kabhi khwaabon mein aaoon
kabhi yaadon mein aaoon
kabhi khwaabon mein aaoon
teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon
main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon

hawa bhi chal rahi hai
magar tu hi nahi hai
fiza rangeen bani hai
kahaani keh rahi hai
mujhe jitna bhulao
main utna yaad aaoon
kabhi yaadon mein aaoon
kabhi khwaabon mein aaoon.

jo tum na milti
hota hi kya dhoond laane ko???
jo tum na milti
hota hi kya dhoond laane ko???
jo tum na milti
hota hi kya haar jaane ko???
meri amaanat thhi tum
meri amaanat thhi tum
meri mohabbat ho tum
tumhein kaise main bhulaoon???

kabhi yaadon mein aaoon
kabhi khwaabon mein aaoon
teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon

tadap rahe ho
zamaane se muskaraane ko
tadap rahe ho
zamaane se muskaraane ko
taras rahe ho
zamaane se paas aane ko
teri dhadkanon mein baskar
teri dhadkanon mein baskar
teri saans mein reh reh kar
tumhein har pal sataaoon

kabhi yaadon mein aaoon
kabhi khwaabon mein aaoon
teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon
main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon

Tera Milna Pal Do Pal Ka

Chaaha hai tujhko chaahat se zyaada
Samjha hai tujhko mohabbat se zyaada
Yeh main jaanta hoon yaa mera dil jaanta hai
Ho......ho.....ho.....ho.....

Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Tu bataa kis tarah jiya jaaye haay haay
Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Tu bata kis tarah jiya jaaye haay haay
Ho......Ho.....Ho.....Ho.....

Aa meri jaan mera sab kuch tu apna kar le
Bas meri chaahat se rishta karle
Tere liye mein kuch bhi ho sakta hoon
Magar mere liye tu woh hai
Jiske liye mein saans leta hoon
Ho......ho.....ho.....ho.....

Poochho na kya hota mujhe
Paas jo tu na ho to
Ruke meri saanson ki laher
Soch zara yeh tu bhi
Pyaar mein tere mujhe
Diya hai jo waadon ka zaher
Kis tarah zaher yeh piya jaaye haay haay
Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Ho......ho.....ho.....ho.....

Chupke chupke dil mein tune aag laga di yeh kya
Main to teri yaadon mein jala ho
Lakh sambhala phir bhi dil yeh deewana mera
Tere hi ishaaron pe chala
Imtihan aur kya diya jaaye haay haay
Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Tu bata kis tarah jiya jaaye haay haay
Ho......ho.....ho.....ho.....

Mohabbat Kabhi Maine Ki To Nahi Thi

O jaan-e-jaan yeh sach hain ki
Mein apni mohabbat ka izhaar
Kabhi khul ke na kar saka
Magar meri aankhen
Hamesha meri dil ki haalat batati rahi hain
Aur tu hain ke mujhse bekhabar aaj bhi hain
Mere dil ki har dhadkan sirf tera naam leti hain
Sirf tera naam

(Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisiki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho) 2
(Tu saanson mein samaye
Tu dhadkan ko churaye
Kahi deewana ho jaoo na tera) 2

Pehli nazar ka pehla nasha
Dil mein utarta jaaye sanam
Sharmake mujhse milna tera
Jaadoo sa karta jaaye sanam
Yeh beqarari aisi khumari
Pehle kabhi to mujhpe na hui
Kabhi dil pe yoon bekhudi to nahin thi
Kisise mujhe aashiqui to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho

Kitne hi chehre dekhe magar
Maine chuna hain bas ek tujhe
Har pal ho meri baahon mein tu
Mil jaaye aisi kismat mujhe
Dil yeh pukara tera nazara
Karta hi jaoon o jaan-e-jaan
Mujhe pehle itni khushi to nahin thi
Yoon mehki hui zindagi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho

Tu saanson mein samaye
Tu dhadkan ko churaye
Kahi deewana ho jaoo na tera) 2
Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi
Kisiki nigahon se pi to nahin thi
Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho

MOGLI TITLE TRACK

Ladki Ki Kathi

lakadi ki kaathi kaathi pe ghoda
ghode ki dum pe jo maara hathauda
dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda

ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naai
ghodeji ki naai ne hazaamat jo banaai
chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag
ghoda pahuncha chauk ...
dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda

ghoda tha ghamandi pahuncha sabji mandi
sabji mandi baraf padi thi baraf mein lag gai thandi
chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag
ghoda tha ghamandi ...
dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda

ghoda apana tagada hai dekho kitani charabi hai
chalata hai maharauli mein par ghoda apana arabi hai
chag-bag chag-bag chag-bag chag-bag
ghoda apana tagada hai ...
baanh chhooda ke dauda ghoda dum utha ke dauda

lakadi ki ...

Chanda Hai Tu - Sharmila Tagore & Rajesh Khanna - Aradhana

(Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu
O Meri Aankhon Ka Taara Hai Tu) -3
Jeeti Hoon Main Bas Tujhe Dekhakar
Is Toote Dil Ka Sahaara Hai Tu

Tu Khele Khel Kaee, Mera Khilona Hai Tu -2
Jisase Bandhi Har Aasha Meri
Mera Vo Sapana Salona Hai Tu
Nanha Sa Hai Kitana Sundar Hai Tu
Chhota Sa Hai Kitana Pyaara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu

Munne Tu Khush Hai Badaa, Tere Gudde Ki Shaadi Hai Aaj -2
Main Vaari Re Main Balihaari Re
Ghoonghat Mein Gudiya Ko Aati Hai Laaj
Yoonhi Kabhi Hogi Shaadi Teri
Doolha Banega Kunvaara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu

Purvaai Van Mein Ude, Panchhi Chaman Mein Ude -2
Raam Kare Kabhi Ho Ke Bada
Tu Banake Baadal Gagan Mein Ude
Jo Bhi Tujhe Dekhe Vo Ye Kahe
Kis Maan Ka Aisa Dulaara Hai Tu
Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu

Bada Natkhat Hai - Sharmila Tagore & Rajesh Khanna - Amar Prem

bada natakhat hai re krishhn-kanhaiya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re

(dhoondhe ri ankhiyaan use chaaron or
jaane kahaan chhup gaya nandakishor ) - 2
ud gaya aise jaise puravayya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re

(a tohe mai gale se laga loon
laage na kisi ki nazar man me chhupa loon ) - 2
dhoop jagat hai re mamata hai chhainya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re

(mere jeevan ka tu ek hi sapana
jo koi dekhe tohe samajhe vo apana ) - 2
sab ka hai pyaaraa, ho sab ka hai pyaara bansee-bajayya
ka kare yashoda maiyyaa, haan ... bada natakhat hai re

Monday, September 6, 2010

Tere Mere Hoton Pe (Chandani)

tere mere hothhon pe, meethhe meethhe geet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

pahale pahale pyaar kee pahalee raat yaad rahegee
fulon se is shahar kee mulaakaat yaad rahegee
kaash yahee saaree umar, yoo hee jaaye beet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

aakhiyon mein too bas jaa, aakhiyaan main band kar loo
pahale in aakhiyon se, baate main chand kar loo
teree in hee baaton ne, liyaa muze jeet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

chhote chhote din raat lanbee lanbee baate hai
jaldee hain kis baat kee, badee mulaakaate hai
baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

Sridevi - Mere Haaton Mein - Golden Classic

(mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain) -2
milan hogaa abhi ik raat ki dooriyaaN hain
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain

lambi-lambi te kaali-kaali raatoN mein
kaahe chooDiyaaN khanakti hain haathoN mein
lambi-lambi, ho lambi-lambi te kaali-kaali raatoN mein
kaahe chooDiyaaN khanakti hain haathoN mein
na aanaa tu nigoDi chooDiyon ki baatoN mein
lambi-lambi te kaali-kaali raatoN mein

le jaa vaapas tu apni baaraat munDeyaa
main nahin jaanaa, nahi.n jaanaa tere saath munDeyaa
le jaa vaapas, ho le jaa vaapas tu apnii baaraat munDeyaa
main nahin jaanaa, nahin jaanaa tere saath munDeyaa
sataayegaa jagaayegaa tu saari raat munDeyaa
le jaa vaapas, le jaa vaapas tu apnii baaraat munDeyaa
main nahin jaanaa, nahin jaanaa tere saath munDeyaa

(aate jaate gali mein meraa dil dhaDake
mere peechhe paDe hain aaTh-das laDke) -2
ve le jaayen kisi din ye sapere naagin phaDke
tere peechhe paDe hain aaTh-das laDke

haay mere ghuTnoN se lambi, haay meri choTi hai
haay meri aaNkh shatranj ki goTi hai
mere ghuTnoN se lambi, meri choTi hai
meri aaNkh shatranj ki goTi hai
mere baabul na phir kahnaa abhi tu chhoTi hai
tere ghuTnoN se lambi, teri choTi hai
teri aaNkh shatranj ki goTi hai

mere darzi se aaj meri jang ho gayee
kal choli silaai aaj tang ho gayee
oye shaavaa shaavaa
mere darzi se aaj meri jang ho gayee
kal choli silaai aaj tang ho gayee
kare vo kyaa tu laDaki thi patang ho gayee
tere darzi se aaj teri jang ho gayee

mere sainyaa kiyaa ye buraa kaam tune
kore kaagaz pe likh diyaa naam tune
kahin kaa bhi nahin chhoDaa mujhe haay Ram tune
mere sainyaa kiyaa ye buraa kaam tune
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain
mere haathoN mein nau-nau chooDiyaaN hain, thoDaa Thahro sajan majbooriyaaN hain
(shaavaa oye shaavaa oye shaavaa shaavaa shaavaa) -2

Jab Koi Baat Bigar Jae - Meenakshi - Vinod Khanna - Jurm - 1990 - Kumar ...

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz

Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin