Friday, June 25, 2010

Manzilein Apni Jagha Hain(Sharabi)+(vinu)

hmmmmmmm..


manzilon pe aake luTate hain dilon ke kaarvaaN


kashtiyaaN saahil pe aksar, Doobati hain pyaar ki

(manzilen apni jagah hain raaste apni jagah) - 2


jab qadam hi saath na den, to musaafir kyaa kare


(yuN to hai hamdard bhi aur hamsafar bhi hai meraa) - 2


baDhke koi haath na de, dil bhalaa phir kyaa kare


manzilen apni jagah hain raaste apni jagah

Doobne vaale ko tinke kaa sahaaraa hi bahut


dil bahal jaaye fakat, itnaa ishaaraa hi bahut


itne par bhi aasmaaN vaalaa giraa de bijliyaaN


koi batlaa de zaraa ye Doobtaa phir kyaa kare


manzilen apni jagah hain raaste apni jagah

pyaar karnaa jurm hai to, jurm hamse ho gayaa


qaabil-e-maafii huaa karate nahin aise gunaah


sangdil hai ye jahaaN aur sangdil meraa sanam


kyaa karen josh-e-junooN aur hauslaa phir kyaa kare


manzilen apni...


Leader : Mujhe Duniya Walo Sharabi Na Samjho

(mujhe duniyaa vaalo, sharaabi na samajho
mai pitaa nahi hun, pilaayi gayi hai ) - 2
jahaa bekhudi me kadam ladakhadaaye
vahi raah mujhako dikhaayi gayi hai
mujhe duniyaa vaalo sharaabi na samajho
mai pitaa nahi hu pilaayi gayi hai

nashe me hun lekin mujhe ye khabar hai
ke is zindagi me sabhi pi rahe hai
kisi ko mile hai chhalakate piyaale
kisiko nazar se pilAyi gayi hai
mujhe duniyaa vaalo ...

zamaane ke yaaro, chalan hai niraale
yahaa tan hai ujale, magar dil hai kaale
ye duniyaa hai duniyaa yahan mAr dar ke
dilo ki kharaabi chhupaayi gayi hai
mujhe duniyaa vaalo ...

nasha sharab me hota to nachti botal

Log Kehte Hain Maein Sharaabi Hoon
Tumne Bhi Shaayad Yehi Soch Liya Haan ...
Log Kehte Hain Maein Sharaabi Hoon
Kisipe Husn Ka Guroor Jawaani Ka Nasha
Kisike Dil Pe Mohabbat Ki Ravaani Ka Nasha
Kisiko Dekhke Saanson Se Ubharta Hai Nasha
Bina Piye Bhi Kahin Had Se Guzarta Hai Nasha
Nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
Kise Hai Hosh Mere Saamne To Laao Zara
Nasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai Juda
Khili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka Nasha
Hava Pe Khushboo Ka Badal Pe Hai Rimjhim Ka Nasha
Kahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka Nasha
Nasha Sharaab Mein Hota To Nachti Botal
Maikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti Hulchul
Nasha Sharaab Mein Hota To Naachti Botal
Nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
Log Kehte Hain Maein Sharaabi Hoon...
Thodi Aankhon Se Pila De Re Sajni Deewaani
Tujhe Maein Tujhe Maein
Tujhe Naulakha Manga Doonga Sajni Deewaani...

yaro sub dua karo

Yaaron sab dua karo,
Yaaron sab dua karo
Milkay faryaad karo..
Dil jo chala gaya hai…
Usay abaad karo..
Yaaron tum mera saath do zara
Tujhay dekha sansain mujhe aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum…
Khuda sohnray mukhray banata hai ji kam..
Mar mitain tujh per bhool jayen ghum..
Dil gaya, Dil gaya, Lay gaya Sanam…

(usay dekha sansain tujhay aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Dil gaya, dil gaya, le gaya sanam) X2

Tujhay dekha sansain mujhe aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Dard-e-judai meray, haye!
Dard-e-judai meray dil wich bhar diya
Teekhi teekhi nazron nay jadu kesa kerdiya
Thora thora has kay qeher kesa dhaadiya
Us ki adaon nay deewana mujhe kerdiya!
Dil gaya, dil gaya, le gaya sanam!

(usay dekha sansain tujhay aati ab kam
Dharkanain tuk gayeen niklay na dum)

Kesay samjhaoon is nadaan dil ko?
Kaunse bahanay se bulaoon us ko
(dil gaya, dil gaya, dil gaya… )
Aaa!! Kesay samjhaoon is nadaan dil ko?
Kaunse bahanay se bulaoon us ko
(Dil gaya, dil gaya, dil gaya.. )
Her ek lamha khayal us kaa,
Dil nay uthaya hai sawal us ka…

((her ek lamha khayal us ka,
Dil nay uthaya hai sawal us ka,
Dil gaya, dil gaya, legaya sanam)
Her ek lamha khayal us kaa,
Dil nay uthaya hai sawal us ka..) X2

Tujhay dekha sansain mujhe aati ab kam
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Ghut ghut jeenay se to marna bhalaa
Acha yaaron alwida, main to chala!!
(dil gaya, main bhi gaya, dil gaya, main bhi gaya)
Aaa! Ghut ghut jeenay se to marna bhala,
Acha yaaron! Alwida main to chala!
(dil gaya, main bhi gaya, dil gaya, main bhi gaya)
DIL GAYA MAIN BHI GAYA, LE GAYA SANAM!!!

(usay dekha sansain tujhay aati ab kam,
Dharkanain ruk gayeen niklay na dum
Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Pyar se hi us ko mana kay layenge)

Dil gaya main bhi gaya, dil gaya main bhi gaya!!

(Pyar kiya hai ji koi chori nahi ki
Pyar kiya hai ji koi chori nahi ki,
Teri mehbooba ko saja kay layenge)

Dil gaya main bhi gaya, dil gaya main bhi gaya!!
DIL GAYA MAIN BHI GAYA, LE GAYA SANAM!!

(Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Teri mehbooba ko saja kay layenge) X2

DIL MERA KHOGAYA HAI DHOOND LAO JIII!!

(Dil tera khoya hai to dhoond layenge
Teri mhebooba ko saja kay layenge…… )

Aa Ab Laut Chalen

Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman
Bulata Hai Humein Phir Woh Chaahat Ka Samaa
Aa Ab Laut Chalen ...

Anjaan Tha Maein Naadan Tha Maein
Tere Pyar Ko Jo Na Samajh Paaya
Tune Itna Bechain Kiya
Maein Tere Paas Chala Aaya
Teri Saansein Mera Jeevan
Mere Dil Mein Tera Ghar Hai
Zara Dekhe Koi Isko
Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai
Bina Tere Nahin Chaina
Nahin Chaina Yahaan
Aa Ab Laut Chalen ...

Ek Pal Ke Liye Ek Din Ke Liye
Na Door Maein Tujhse Jaungi
Teri Palkon Ki In Galiyon Mein
Sapno Ki Sej Sajaungi
Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun
Teri Khushboo Mein Kho Jaun
Yahi Meri Tamanna Hai Teri Baahon Mein So Jaun
Dard-E-Dil Nahin Sehna
Nahin Sehna YahaanAa Ab Laut Chalen ...

tere bin ek pal

haaaan aa aa
(tere bin ik pal dil naiyo lagdaa dil naiyo lagdaa) -3
dekh loon ek jhalak ho oo, dekh loon ek jhalak,
aa jaa ab aa bhee jaa
(tere bin ik pal dil naiyo lagdaa dil naiyo lagdaa) - 2

sun le tuu haal-e-dil, kyaa kyaa hai meri mushkil,
jo ishq mei sab ko hotaa hai, wo sab kuch mujhko hotaa hai,
zulf bikhree hai meri ho oo, zulf bihkree hai meri,
inko suljhaa bhee jaa
(tere bin ik pal dil naiyo lagdaa dil naiyo lagdaa) -2

Udit Narayan for Akshay Khanna:

dastee hai tanhaai, chubhtee hai parchaai,
do nain taraste rote hain, naa jugte hain naa sote hain,
kyaa karoon aise mei ho oo, kyaa karoon aise mei,
aa ke samjhaa bhee jaa
(tere bin ik pal dil naiyo lagdaa, dil naiyo lagdaa )2
dekh loon ek jhalak ho oo dekh loon ek jhalak,
aa jaa ab aa aa bhee jaa
(tere bin ik pal dil naiyo lagdaa, dil naiya lagdaa)२
hmmm hmmm hmmm hmmm

Hindi Song - Humko Hami Se Chura Lo

Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo - 2
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo


Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo


Yeh dil dhadka do, zulfen bikhraa do
Sharmaake apna, aanchal lehraa do
Hum zulfen to bikhraa de, din mein raat na ho jaaye
Hum aanchal to lehraa de, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein
Paas aao gale se lagaa lo


Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaye, door tumse ho naa jaaye
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chhupa lo


Tumpe marte hain, hum mar jaayenge
Yeh sab kehte hain, hum kar jaayenge
Chupki bhar sindoor se tum ab yeh maang zara bhar do
Kal kya ho kisne dekha, sab kuch aaj abhi kar do
Hona ho sab raazi, dil raazi, rab raazi
Paas aao gale se lagaa lo
Humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Oooo, humko humise chura lo, dil mein kahin tum chhupa lo
Hum akele ho naa jaaye, door tumse ho naa jaayePaas aao gale se lagaa lo - 2

Tere Ishq Mein Pagal - Humko Tumse Pyaar Hai

tere ishq mein pagal ho gaya deewana tere re - 2
sach hote hote ho gaya afasana mera re
mahiya tere pyar mein
doobi main bhi doobi re - 2
ishq mein pagal ho gaya deewana tere re
sach hote hote ho gaya afasana mera re
mahiya tere pyar mein
doobi main bhi doobi re - 2

aati hain gagan se sadaye
aashiq hain toh pyar nibhaaye
ho aaisi kahaani likh jaaye
premi jisko dohraaye
duniya se alag hain dil ka lagana tera re - 2
mahiya tere pyar mein

doobi main bhi doobi re - 2

phir se jara mujhe kehna
baat jo tere dil mein hain na
haa.. kaise bhala tune jana
neend udi meri ud gaya mera chaina
dheere se muhe batla gaya sharmana tera re - 2
mahiya tere pyar mein
doobi main bhi doobi re - 2
tere ishq mein pagal ho gaya deewana tere re
sach hote hote ho gaya afasana mera re
mahiya tere pyar mein
doobi main bhi doobi re - 2

(tere ishq mein pagal ho gaya deewana tere re
sach hote hote ho gaya afasana tera re) - 2

"Dil Laga Liye" - Dil Hai Tumhara (Eng subs)

-FEMALE--
Hey hey hey hey hey, aa aa aa aa aa
(Dil laga liya maine tumse pyaar karke
Tumse pyaar karke, tumse pyaar karke) - 2
Dil chura liya maine ikraar karke
Ikraar karke, ikraar karke
Dil laga liya maine tumse pyaar karke
Tumse pyaar karke, tumse pyaar karke
Mere diljaani mere maahi mere dholna
Koi sun lega zara dheere dheere bolna

--MALE--
Haan, ishq kiya hai maine chori nahin ki hai
Tere sang yaara jora jori nahin ki hai

--FEMALE--
Chain le liya maine beqaraar karke
Beqaraar karke, beqaraar karke
Dil laga liya maine tumse pyaar karke
Tumse pyaar karke, tumse pyaar karke
Beech safar mein kahin mera saath chhodke
Tujhko kasam hai naiyyo jaana dil todke

--MALE--
Kaise main bataaoon tujhe kaisa mera haal ve
Jeena marna hai sab ab tere naal ve

--FEMALE--
Tujhko paa liya tera intezaar karke
Intezaar karke, intezaar karke
Dil laga liya maine tumse pyaar karke
Tumse pyaar karke, tumse pyaar karke

Tu Meri Zindagi Hai - Aashiqi (With english translation)

-MALE--
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai - 2
Tu hi pyaar, tu hi chaahat, tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

Pehli mohabbat ka ehsaas hai tu - 2
Bujhke jo bujh naa paayi, voh pyaas hai tu
Tu hi meri pehli khwaaish, tu hi aakhri hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

Har zakhm dil ka tujhe dil se duaa de - 2
Khushiya tujhe, gham saare mujhko khuda de
Tujhko bhula na paaya, meri bebasi hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

--FEMALE--
Oh, oh, aah aah aah aah, oh oh oh
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Tu hi pyaar, tu hi chaahat, tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Hmm, hmm hmm hmm hmm hmm, hmm hmm, hmm mm mm mm mm

Silsila Ye Chaahat Ka song - Devdas

Mausam ne li angdaayi, aayi aayi
Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi
Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega

Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hm
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
Piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega
Meri chaahat ka diya
Mere piya ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya
Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
Ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya
Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi
Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi
Aur tum vahan the, tum vahan the, tum vahan the
Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar
Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum
Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai
Ghoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai
O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan
Mere piya ab aaja re mere piya
Ho, mere piya ab aaja re mere piya

Dekho yeh pagli deewani, duniya se hai yeh anjaani
Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega

Oh piya ab aaja re mere piya

Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya

Oh piya yeh diya

Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya

Oh piya yeh diya
Ae piya, piya, piya

Monday, June 21, 2010

Tujhko Pukare mera pyar

aaaa aaja aaja aaaja
aaaaaaaa aaja aaaja aaja

tujh ko pukarey mera piyaar hoo ho oo o
tujh ko pukarey mera pyaar
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

aakhri pal hein aakhri aahein tujhey dhoond rahi hein
doobti saansein bhujhti nigahein tujhey dhoond rahi hein
saamne aaja aik baar hoooo
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

doono jahan ki bhent charha di mein ney chah mein teri
apney badan ki khaak mila di mein nay raah mein teri
ab to chali aa iss paar hoooooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

itney ugoon tak itney dukhoon ko koi seh na sakey ga
teri qasam mujhey tu hay kisi koi keh na sakey gaa
mujh se hay teri iqraaar hooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

teri nazar ki oos parey to bujhey piyaas milan ki
terey badan ki oot mitey to rahey laaj lagan ki
mil jaaye chain qaarar haeyy
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

tujh ko pukare mera pyaar

mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

AAP AAYE BAHAAR AAYI Mujhe Teri Mohabbat Ka

Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinara mil gaya hota

Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Na tha manzoor kismat ko na thi marzi bahaaron ki
Nahi to is gulistaan mein
Nahi to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki
Meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bhigo leta
Mere badle tu has leti
Mere badle tu has leti tere badle main ro leta
Mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Mili hai chandni din ko ye unki apni kismat hai
Mujhe apna muqaddar se
Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Aap Aye Bahaar Ayee (1971) - Pooche Jo Koi Mujse

Poochhe jo koi mujhse, Bahaar, kaisii hotii hai,….. 2
Naam, teraa le, kekahduun, Ki, yaar aisii, hotii hai..
Poochhe jo koi,ghataa, ghanghor, kaisii hotii hai,
Tere, jaisii hotii hai, Aur, kaisii hotii hai,
Poochhe jo koi mujhse, Bahaar, kaisii hotii hai.

Gustaakii maine, kabhi kii, nahiin,
Main kyaa paagal, huun nahiin, jii nahiin,
Vaise to maine, kabhii pii nahiin,
Par maiin aisaa, bekabar, bhii nahiin,
Poochhe jo koi mujhse, Sharaab, kaisii hotii hai,
Naam, teraa le, kekahduun, Janaab, aisii hotii hai

Poochhe jo koi mujhse, Bahaar, kaisii hotii hai,
Naam, teraa le, kekahduun,Ki, yaar aisii, hotii hai..
Poochhe jo koi mujhse, Bahaar, kaisii hotii hai.

Tujhako kyuun, aaii, hayaa kyaa pataa,
Tu kyuun hai, mujhse, khafa kyaa pataa,
Naa jaane, jannat kyaa hai, kyaa pataa,
Mujhako ye, baaten, bhalaa kyaa pataa,
Poochhe jo koi mujhse, huur, kaisii hotii hai,
Naam, teraa le, kekahduun, huzuur aisii, hotii hai..

Poochhe jo koi mujhse, Bahaar, kaisii hotii hai,
Naam, teraa le, kekahduun,Ki, yaar aisii, hotii hai..
Poochhe jo koi,ghataa, ghanghor, kaisii hotii hai,
Tere, jaisii hotii hai, Aur, kaisii hotii hai,
Poochhe jo koi mujhse, Bahaar, kaisii hotii hai.

Tumhe chede hawa chanchal [Love Song]

ku : tumhen chhede hava chanchal
a : sharaarat tumse seekhi hai
ku : vo baitha phool pe bhanvara
a : muhabbat tumse seekhi hai
mere gulfaam sun lo tum deevaane dil ka kehna hai
ku : kiya hai faisala maine tumhaare bin na rahana hai
tumhen chhede hava ...

kare deewaanagi mausam sanam tumhaari in adaao se
gazab lagati ho tum rab ki kasam
bharosa ho na jo mera to poochho in fizaaon se
tumhen chhede hava ...

a : banaaya aashiyaan maine sanam tumhaari hi nigaahon mein
na jaaoon door main tumase kabhi
bita doon umr main saari sanam teri hi baahon mein
ku : tumhen chhede hava ...

bani hai suramai dekho ghata teri aankhon ke kaajal se
churaati hai javaan kushbu hava
lipat ke meri jaan-e-man tere hi reshami aanchal se
tumhen chhede hava ...

Chura Ke Dil Mera, hindi songs

--MALE--
Churaake dil mera goriya chali - 2
Udaake nindiyaan kahan tu chali
Paagal hua, deewana hua - 2
Kaisi yeh dil ki lagi

--FEMALE--
Ho, churaake dil tera chali main chali
Mujhe kya pata kahan main chali
Manzil meri bas tu hi tu - 2
Teri gali main chali

--MALE--
Oh, churaake dil mera goriya chali

--FEMALE--
Churaake dil tera chali main chali
Abhi to lage hain chaahaton ke mele
Abhi dil mera dhadkanon se khele
Kisi mod par main tumko pukaaroon
Bahaana koi bana to na loge

--MALE--
Agar main bata doon mere dil mein kya hai
To mujhse nigaahen chura to na loge
Agar badh gayi hai betaabiyaan
Kahin mujhse daaman chhuda to na loge

--FEMALE--
Kehta hai dil dhadakte hue
Tum sanam hamaare hum tumhaare hue
Manzil meri bas tu hi tu - 2
Teri gali main chali

--MALE--
Oh, churaake dil mera goriya chali

--FEMALE--
Churaake dil tera chali main chali
Nahin bewafa tum, yeh mujhko khabar hai
Badalti ruton se magar mujhko darr hai
Nayi hasraton ki nayi sej par tum
Naya phool koi saja to na loge

--MALE--
Vafaayein to mujhse bahut tumne ki hai
Magar is jahan mein haseen aur bhi hai
Kasam meri khaakar itna bata do
Kisi aur se dil laga to na loge
Dheere dheere chori chori, chupke chupke aake mil
Toot na jaaye pyaar bhara yeh dil

--FEMALE--
Manzil meri bas tu hi tu - 2
Teri gali main chali

--MALE--
Churaake dil mera goriya chali

Thursday, June 17, 2010

Maiyya Yashoda - Hum Saath Saath Hain (HD)

Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
Tang mujhe karta hai sang mere ladta
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se

Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
Tang mujhe karta hai sang mere ladta
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se

Gokul ki galiyon mein jamuna kinaare
Vo to hai kankaniya chhup chhupke maare
Natkhat adayein soorat hai bholi
Holi mein meri bhigaaye vo choli
Baiyyaan na chhode
Kalaiyyaan marode
Baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode
Paiyyaan padoon phir bhi peechha na chhode
Meethi meethi baaton mein mujhko phasaaye
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se

Jab jab bajaaye mohan muraliya
Chhan chhan chhanakti hai meri paayaliya
Neinon se jab vo kare chhedkhaani
Dil thaame reh jaaye prem deewani
Sadh budh gawaayi
Neendein udaayi
Sadh budh gawaayi neendein udaayi
Jo karne baithi thi vo kar na paayi
Badi mushkil se dil ko sambhaala
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se

Gokul ka kaanah re dil mein samaaya
Main bhaagyashaali inhein maine paaya
Maana ki sabke hain ye kanhaiyya
Kehlayenge bas tumhaare hi maiyya
Pyaara piya hai
Tumne diya hai
Pyaara piya hai tumne diya hai
Mamta ke aanchal mein humko liya hai
Charnon mein tere o maa humko rehna hai
Raamji ki kripa se haan ji haan
Raamji ki kripa se haan ji haan
Raamji ki kripa se

O Sanam, The Killer (HD 1080p)

O sanam o sanam kash hota agar
Tum nibha jate yeh zindagi ka safar
Hum bhi tanha na rahete yu umar bhar
Tum saath hote agar
Tum saath hote agar

O sanam o sanam kash hota agar
Tum nibha jate yeh zindagi ka safar
Tu tanha na rahete yu umar bhar
Tum saath hote agar
Tum saath hote agar

Itni mujhe hai khabaar
Tanha bhikaar jaoga
Tere tamana liye
Mai kuch bhi kar jaoga
Kash humko bana lete tum humsafar
Tum saath hote agar
Tum saath hote agar

Apne labo ki hashi aye kash dedo tujhe
Mere khushi lele tu
Gaam apna dede mujhe
Kash hoti tumhe mere dil ki khabaar
Tum saath hote agar
Tum saath hote agar

O sanam o sanam kash hota agar
Tum nibha jate yeh zindagi ka safar
Tu tanha na rahete yu umar bhar
Tum saath hote agar
Tum saath hote agar

RANGELA RE

Rangeela re, ae rangeela
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Palkon ke jhoole se sapnon ki dori
Pyaar ne baandhi jo tune voh todi
Khel yeh kaisa re, kaisa re saathi
Diya to jhoome hain, roye hain baati
Kahin bhi jaaye re, roye ya gaaye re
Chain na paaye re hiyaa
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Dukh mera dulha hai, birha hai doli
Aansu ke saari hai, aahon ki choli
Aag main piyoon re jaise ho paani
Naari deewaani hoon peeda ki rani
Manwa yeh jale hai, jag saara chhale hai
Saans kyoon chale hai piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Rangeela rangeela
Maine to seenchi re teri yeh raahein - 2
Baahon mein teri kyoon auron ki baahein
Kaise tu bhoola voh phoolon si raatein
Samjhe jab aankhon ne aankhon ki baatein
Gaaon ghar chhoota re, sapna har toota re
Phir bhi tu rootha re piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re, rangeela re

Sharara Sharara

Lehraake Balkhaake Lehraake Balkhaake Balkhaake Balkhaake
Aag Laga Ke Dilo Ko Jala Ke Karoon Main Ishaara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

Shola Hai Yeh Tan Mera Are Dehko Tum Paas Na Aana
Shama Ke Jo Pass Aaya Are Jalta Hai WohiParwana
Oh Mere Deewano Baat Ko Samjho Door Se Dekho Mera Yeh Nazara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

Bijli Banke Girti Hoon Main Nagin Banke Dasti Hoon
Cheene Hosh Jo Sab Ke Main Hi To Aisi Masti Hoon
Rang Jalka Doon Saas Mehka Doon Pal Mein Zadka Doon Main Yeh Dil Tumhara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

Lehraake Balkhaake Lehraake Balkhaake Balkhaake Balkhaake
Aag Laga Ke Dilo Ko Jala Ke Karoon Main Ishaara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

lehra ke bal kha shara shar 2 vedio song by Akhter990

lehara ke bal kha ke rah pe - (2)
aa gaye, aa gaye, aa gaye - (2)
jinako dekh dekh sharmau, aur naa dekhu toh ghabrau
woh jo mere khayalo pe chha gaye, aa gaye - (2)

aa gaye aa gaye aa gaye - (3)
lehara ke bal kha ke rah pe - (3)

tan ke gore man ke kale kale - (2)
jinako mai kahu chor dil kahe bhole bhale - (2)
woh jo thandee aag laga gaye, aa gaye - (2)

aa gaye aa gaye aa gaye - (3)
lehara ke bal kha ke rah pe - (3)

naina unake dhundh rahe hain hamko - (2)
par ham toh dukh denge bada aise balam ko - (2)
woh jo dil kaa chain chura gaye, aa gaye - (2)

aa gaye aa gaye aa gaye - (3)
lehara ke bal kha ke rah pe - (3)

lehara ke bal kha ke rah pe - (2)

Lata - Man Dole Mera Tan Dole - Nagin [1954]

(Man dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re
Yeh koun bajaaye baansuriya) -2

Madhur madhur sapnon mein dekhi maine raah albeli
Chhod chali main laaj ka pehra jaane kahan akeli
Chali re main jaane kahan akeli
Ras ghole dhun yoon bole jaise thhandi pade puhaar re
Koun bajaaye baansuriya

Man dole mera tan dole..

Qadam qadam par rang sunehra yeh kisne bikhraaya
Naagan ka man bas karne yeh kaun sapera aaya
Na jaane kaun sapera aaya
Pag dole dil yoon bole tera hoke rahaa shikaar re
Koun bajaaye baansuriya

Man dole mera tan dole..

Tu Cheez.Badi Hai Mast-Mohra

Tu Cheez Badi Hai Mast Mast Tu Cheez Badi Hai Mast
Nahin Tujhko Koi Hosh Hosh Uspar Joban Ka Josh Josh
Nahin Tera Koi Dosh Dosh Madhosh Hai Tu Har Vakt Vakt
Tu Cheez Badi Hai Mast Mast...

Aashiq Hai Tera Naam Naam Dil Lena Tera Kaam Kaam
Meri Baahen Mat Thaam Thaam Badnaam Hai Tu Madamast Mast
Tu Cheez Badi Hai Mast Mast...

Bol Zara Tu Jaane Mehboobi Mujh Mein Aisi Kya Hai Khoobi
Tu Ek Resham Ki Dor Dor Teri Chaal Pe Aashiq Mor Mor
Teri Zulf Ghani Chitchor Chor Ghanghor Ghata Madamast Mast
Tu Cheez Badi Hai Mast Mast...

Ye Dil Teri Aankhon Mein Dooba Ban Ja Meri Tu Mehbooba
Mat Teer Nazar Ke Maar Maar Ye Chot Lagegi Aar Paar
Aasaan Samajh Mat Yaar Yaar Ye Pyaar Bada Hai Sakht Sakht
Tu Cheez Badi Hai Mast Mast...

Chamma Chamma

Dekha Dekhi Dil Mera Jud Gaya Re
Leke Pardesi Dil Ud Gaya Re

Chhamma Chhamma Re Chhamma Chhamma
Chhamma Chhamma Baaje Re Meri Paejaniyaan
Tere Paas Aaun Teri Saanson Mein Samaun Raja
Teri Neenden Uda Doon
Chhamma Chhamma...

Yeh Mera Lehenga, Bada Hai Mehenga
Ise Na Haath Laga
Dila Doon Bangla, Dila Doon Gaadi
Deewani Paas To Aa
Meri Baali Hai Umar Mujhe Lagta Hai Dar
Na Kar Beimaani
Chhamma Chhamma...

Hila Doon U P, Hila Doon M P
Jo Maarun Maein Thumka
Tere Thumke Pe, Haarun Bhai Patna
Maein Haarun Calcutta
Meri Patli Kamar Meri Tirchhi Nazar
Meri Chadhti JawaaniChhamma Chhamma...

BORDER - Sandese Aate Hain - HQ

Hoho...

Sandese aate hain
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hai
To poochh jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hain
To poochh jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Kisi dilwaali ne kisi matwaali ne
Humein khat likkha hai
Ki humse poochha hai
Kisi ki saason ne kisi ki dhadkan ne
Kisi ki choodi ne kisi ke kangan ne
Kisi ke kajre ne kisi ke gajre ne
Mahekti subahon ne machalti shaamon ne
Akeli raaton ne adhoori baaton ne
Tarasti baahon ne
Aur pooccha hai tarsi nighahon ne

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye dil soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Mohabbat walon ne hamare yaaron ne
Humein ye likkha hai ke humse poochha hai
Hamare gaaon ne aam ki chaaon ne
Puraane peepal ne baraste baadal ne
Khet khaliayaanon ne hare maidaanon ne
Basanti belon ne jhoomti belon ne
Lachakte jhulon ne behekte phoolon ne
Chatakti kaliyon ne
Aur poochha hain gaaon ki galiyon ne

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin gaaon soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

Ohh Ohhhh Ohhh ...

Kabhi ek mamta ki
Pyaar ki ganga ki
Vo chitthi aati hai
Saath vo laati hai
Mere din bachpan ke
Khel vo aangan ke
Vo saaya aanchal ka
Vo teeka kaajal ka
Vo lori raaton mein vo narmi haathon mein
Vo chaahat aankhon mein vo chinta baaton mein
Bigadna oopar se mohabbat andar se
Kare vo devi maa
Yahin har khat mein poochhe meri maa

Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin aangan soona soona hai

Sandese aate hain
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
To pooche jaati hai
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar soona soona hai

ohohho..
Ay guzarne waali hava bata
Mera itna kaam karegi kya
Mere gaanv ja mere doston mo salaam de
Meri gaanv mein hai jo vo gali
Jahaan rehti hai meri dilruba
Usay mere pyaar ka jaam de
Usay mere pyaar ka jaam de
Vahin thodi door hai ghar mera
Mera ghar mein hai meri boodhi maa
Mere maa ke pairon ko chhooke
Usay uske beta ka naam de
Ay guzarne waali hava zara
Mere doston meri dilruba
Meri maa ko mera paiyam de
Unhe jaake ty ye paigam de

Main vaapas aaoonga
Main vaapas aaoonga
Phir apne gaaon mein
Usiki chaaon mein
Ki maa ke aanchal se
Gaanv ke peepal se
Kisike kaajal se
Kiya jo vaada tha vo nibhaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Main ek din aaoonga
Mera Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Rang De Rang De
Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Rang De Rang De
Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Mera Rang De

Nikle Hai Veer Jiya Le Yun Apna Seena Taane
Has Has Ke Jaan Loota Ne Azad Savera Laane
Marke Kaise Jeete Hai Is Duniya Ko Batlana
Tere Lal Chale Hai Maiye Ab Teri Laaj Bachane
Marke Kaise Jeete Hai Is Duniya Ko Batlana
Tere Lal Chale Hai Maiye Ab Teri Laaj Bachane
Azadi Ka Shola Banke Khoon Rago Mein Dola
Mera Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Rang De Rang De
Rang De Basanti Chola Maiye Rang De

Din Aaj Ka Bada Suhana Mausam Bhi Bada Sunehra
Hum Sar Pe Bhand Ke Aaye Balidano Ka Yeh Saehra
Betaab Hamare Dil Mein Ek Masti Si Chaayi Hai
Aaye Desh Alvida Tujhko Kehne Ki Gadi Aayi Hai
Mehke Gaye Teri Fiza Mein Hum Banke Hawa Ka Jhoka
Kismat Walo Ko Milta Aise Marne Ka Mauka
Nikli Hai Barat Saja Hai In Gulab Ka Dola
Mera Rang De
Mera Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Rang De Rang De
Rang De Basanti Chola Maiye Rang De
Mera Rang De Basanti Chola Rang De Rang De
Rang De Basanti Chola Maiye Rang De

mera rang de basanti chola

Wednesday, June 16, 2010

Thora Sa Pyar Hua Hai (Cancaerian)

--MALE--
Hm hm hm, hm hm hm hm, hm hm, mm mm hm hm hm

--FEMALE--
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi - 2
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi - 2
Hum to dil de hi chuke, oh
Hum to dil de hi chuke, bas teri haan hai baaqi
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi - 2
Mm, mm mm mm mm mm

--MALE--
Mm hm, hm mm hm hm hm

--FEMALE--
Kaunsa mod aaya zindagi ke safar mein
Bas gaya tu hi tu ab to meri nazar mein

--MALE--
Dil ki har ek dhadkan tujhko pehchaanti hai
Meri chaahat hai ab kya, tu nahin jaanti hai

--FEMALE--
Main tujhe jaan gayi, oh
Tujhko pehchaan gayi, phir bhi teri haan hai baaqi
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi - 2
Aaj yeh kya hua hai, dil nahin mera bas mein
Is liye sochti hoon tod doon saari rasmein

--MALE--
Umr bhar ke liye tu aa mera saath de de
Tera ho jaaoonga main, haathon mein haath de de

--FEMALE--
Haathon mein haath sahi, ho
Tu mere saath sahi, phir bhi teri haan hai baaqi
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi - 2

--MALE--
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi

Kajra Mohabbat WaLa ~~~ Kismat ( Remixed)

kajra mohabbat wala ankhiyo me aisa dala
kajre ne le lee meree jan, hai re mai teree kurban
duneeya hai mere pichhe, lekin mai tere pichhe
apna bana le meree jan, hai re mai tere kurban
kajra mohabbat wala ankhiyo me aisa dala
kajre ne le lee meree jan, hai re mai teree kurban

aayee ho kaha se goree aankho me pyar leke - (2)
chadhatee javanee kee pehle bahar leke
dehli shaher ka sara mina bajar leke - (2)
jhumka barelee wala kaano me aisa dala
jhumke ne le lee meree jan, hai re mai tere kurban

duneeya hai mere pichhe, lekin mai tere pichhe
apna bana le meree jan, hai re mai tere kurban

motor na bangla mangu, jhumka na har mangu - (2)
dil ko chalane wale dil ka karar mangu
saiyan bedardee mere thoda sa pyar mangu - (2)
kismat bana de meree, duneeya basa de meree
kar le sagai meree jan, hai re mai tere kurban

kajra mohabbat wala ankhiyo me aisa dala
kajre ne le lee meree jan, hai re mai teree kurban

jab se hai dekha tujhko, ho gaye ghulam tere - (2)
apna bana le goree, aayenge kam tere
apna yeh jivan sara likh denge nam tere - (2)
kurta yeh jali wala, us par motiyan kee mala
kurte ne le lie meree jan, hai re mai teree kurban

(duneeya hai mere pichhe, lekin mai tere pichhe
apna bana le meree jan hai re mai tere kurban
kajra mohabbat wala ankhiyo me aisa dala
kajre ne le lee meree jan, hai re mai teree kurban) - (2)
duneeya hai mere pichhe, lekin mai tere pichhe
apna bana le meree jan, hai re mai tere kurban

Ek pardesi mera dil le gaya-baby doll SOPHIA

yek paradesee meraa dil le gayaa
jaate jaate meethhaa meethhaa gam de gayaa

kaun paradesee teraa dil le gayaa
motee motee aakhiyon mein aansoo de gayaa

mere paradesiyaan kee yahee hain nishaanee
aakhiyaan bilor kee, sheeshe kee jawaanee
thhandee thhandee aahon kaa salaam de gayaa

dhoondh rahe tuze laakhon dilawaale
kar de o goree jaraa aankhon se ujaale
aankhon kaa ujaalaa paradesee le gayaa

us ko bulaa doon, saamane laa doon
kyaa muze dogee jo tum se milaa doon
jo bhee mere paas thaa wo sab le gayaa

Kabhi Aar Kabhi Paar

Kabhee Aar, Kabhee Paar, Laagaa Teer-Ye-Najar
Saiyyaa Ghaayal Kiyaa Re, Toone Moraa Jigar

Kitanaa Sanbhaalaa Bairee, Do Nainon Mein Kho Gayaa
Dekhatee Rah Gayee Main To, Jiyaa Teraa Ho Gayaa
Dard Milaa Ye Jeewan Bhar Kaa, Maaraa Ayesaa Teer Najar Kaa
Lootaa Chain Karaar

Pahale Milan Mein Ye To Duniyaan Kee Reet Hai
Baat Mein Gussaa Lekin Dil Hee Dil Mein Pareet Hai
Man Hee Man Mein Laddoo Foote, Nainon Mein Fulazadeeyaan Chhoote
Hothhon Par Takaraar

Leke Pehla Pehla Pyar - Remix Video

Leke pehla pehla pyaar, bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Uski diwaani haay kahu kaise ho gayi
Jaadugar chala gaya main to yaha kho gayi
Naina jaise huwe chaar, gaya dil ka qaraar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Tumne to dekha hoga usko sitaaro
Aao zara mere sang milke pukaaro
Dono hoke beqaraar, dhhundhhe tujhko mera pyaar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Jab se lagaaya tere pyaar ka kaajal
Kaali kaali birha ki ratiya hain bekal
Aaja man ke shringaar, kare bindiya pukaar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Mukhde pe daale huwe zulfo ki badli
Chali balkhaati kaha ruk jaa oh pagli
Naino waali tere dwaar, leke sapane hazaar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Chaahe koyi chamke ji chaahe koyi barse
Bachna hai mushkil piya jaadugar se
Dega aisa mantar maar, aakhir hogi teri haar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Sun sun baatein teri gori muskaayi re
Aayi aayi dekho dekho aayi hasi aayi re
Khele hontho pe bahaar, nikla gusse se bhi pyaar
Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar
Leke pehla pehla pyaar...

Dj Baby Doll kaanta Laga remix

Hai Rabba
Ha Aja Ha Raja
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya Aha Re Aha
Re Aha Re Piya
Kanta Laga
Hai Laga
Ha Aja Ha Raja
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya Aha Re Aha
Re Aha Re Piya
Kanta Laga
Hai Laga
Ha Aja Ha Raja
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya Hai Re Piya

Everybody Now
Move It Move It

Bindia Chhipaye Re Lali Chunar
Odh Ke Mond Ke Mukhda Apna
Nikli Andhere Me
Duniya Ke Dar Se Mai
Sajna
Bindia Chhipaye Re Lali Chunar
Odh Ke Mond Ke Mukhda Apna
Nikli Andhere Me
Duniya Ke Dar Se Mai
Sajna
Raat Beran Hoi O Re Saathiya
Dekh Halat Meri Aa Le Kar Diya

Hai Re
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya Aha Re Aha
Re Aha Re Piya
Kanta Laga
Hai Laga
Ha Aja Ha Raja
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya

Comeon Lets Do It One More Time

Aai Musibat To Ab Sochti Hun
Mai Kyun Rah Saki Na Tere Bin
Sach Hi To Kahti
Thi Sakhiya Fasegi
Tu Ekdin
Ho
Aai Musibat To Ab Sochti Hun
Mai Kyun Rah Saki Na Tere Bin
Sach Hi To Kahti
Thi Sakhiya Fasegi
Tu Ekdin
Bhool To Ho Gayi Jo
Kiya So Kiya
Tu Bacha Le Balam Aaj Mera Jiya

Hai Re
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya Aha Re Aha
Re Aha Re Piya
Kanta Laga
Hai Laga
Ha Aja Ha Raja
Bangle Ke Peeche
Teri Beri Ke Neeche
Hai Re Piya Ho Ho Piya
Hun Hun Piya Ha Ha Piya
Ho Ho PiyaHo Ho Hun Hun Ha Ha Piya

Monday, June 14, 2010

Lambi-Judai-hero-Heartbroken-Sad-Song

Bichhde abhi to ham bas kal parson
Jioongi main kaise, is haal mein barson
Maut na aayi teri yaad kyon aayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Honthon pe aaye meri jaan duhai
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Ek to sajan mere paas nahin re
Duje milan di koi aas nahin re -2
Uspe yeh sawan aaya -2
Aag lagaayi, hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Toote zamaane tere haath nigode, haath nigode
Dil se dilon ke tune sheeshe tode, sheeshe tode
Hijr ki oonchi, hijr ki oonchi deevaar banaayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Baag ujad gaye, baag ujad gaye khilne se pehle
Panchhi bichhad gaye milne se pehle -2
Koyal ki kook, koyal ki kook ne hook uthaayi
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Honthon pe aaye meri jaan, duhai
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Friday, June 11, 2010

Tumhi Meri Mandir

Tumhi mere mandir, tumhi meri pooja, (tumhi devta ho) -2
Koyi meri aankho se dekhe to samjhe, (ke tum mere kya ho) -2
Tumhi mere mandir, tumhi meri pooja, (tumhi devta ho) -2

Jidhar dekhti hu udhar tum hi tum ho
Na jaane magar kin khayaalo mein gum ho
Mujhe dekhkar tum zara muskura do
Nahi to main samjhungi, mujhse khafa ho
Tumhi mere mandir, tumhi meri pooja, (tumhi devta ho) -2

Tumhi mere maathe ki bindiya ki jhil-mil
Tumhi mere haatho ke gajro ki manzil
Main hu ek chhoti-si maati ki gudiya
Tumhi praan mere, tumhi aatma ho
Tumhi mere mandir, tumhi meri pooja, (tumhi devta ho) -2

Bahot raat beeti chalo main sulaa du
Pawan chhede sargam main lori suna du hmm…
Tumhein dekhkar ye khayaal aa raha hai
Ke jaise farishta koyi so raha ho
Tumhi mere mandir, tumhi meri pooja, (tumhi devta ho) -2

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakna,

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alwida Na Kehna
Rote Hanste Bas Yoon Hi Tum Gungunate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna

Pyar Karte Karte Hum Tum Kahin Kho Jaayenge
In Hi Baharon Ke Aanchal Mein Thak Ke So Jaayenge
Sapnon Ko Phir Bhi Tum Yoon Hi Sajaate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

Beech Raah Mein Dilbar Bichhad Jayen Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lage Tumhe Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Aayenge Tum Yoon Hi Bulate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakna,

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alwida Na Kehna
Rote Hanste Bas Yoon Hi Tum Gungunate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna

Pyar Karte Karte Hum Tum Kahin Kho Jaayenge
In Hi Baharon Ke Aanchal Mein Thak Ke So Jaayenge
Sapnon Ko Phir Bhi Tum Yoon Hi Sajaate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

Beech Raah Mein Dilbar Bichhad Jayen Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lage Tumhe Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Aayenge Tum Yoon Hi Bulate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakna,

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alwida Na Kehna
Rote Hanste Bas Yoon Hi Tum Gungunate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna

Pyar Karte Karte Hum Tum Kahin Kho Jaayenge
In Hi Baharon Ke Aanchal Mein Thak Ke So Jaayenge
Sapnon Ko Phir Bhi Tum Yoon Hi Sajaate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

Beech Raah Mein Dilbar Bichhad Jayen Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lage Tumhe Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Aayenge Tum Yoon Hi Bulate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

MAHALAXMI MANTRA

Yaa Devi sarva bhutheshu Vishnu maayethi shabdithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|1|

Yaa Devi sarva bhutheshu chethaneethyabhidhiyathee|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|2|

Yaa Devi sarva bhutheshu budhi rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|3|

Yaa Devi sarva bhutheshu nidhraa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|4|

Yaa Devi sarva bhutheshu kshudhaa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|5|

Yaa Devi sarva bhutheshu chaayaa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|6|

Yaa Devi sarva bhutheshu shakti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|7|

Yaa Devi sarva bhutheshu thushnaa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|8|

Yaa Devi sarva bhutheshu kshanti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|9|

Yaa Devi sarva bhutheshu jaati rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|10|

Yaa Devi sarva bhutheshu lajjaa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|11|

Yaa Devi sarva bhutheshu shanti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|12|

Yaa Devi sarva bhutheshu shraddhaa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|13|

Yaa Devi sarva bhutheshu kanti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|14|

Yaa Devi sarva bhutheshu Lakshmii rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|15|

Yaa Devi sarva bhutheshu vrutti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|16|

Yaa Devi sarva bhutheshu smruti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|17|

Yaa Devi sarva bhutheshu dayaa rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|18|

Yaa Devi sarva bhutheshu tushni rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|19|

Yaa Devi sarva bhutheshu maathru rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|20|

Yaa Devi sarva bhutheshu bhraanti rupena samsthithaa|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|21|

Indriyaanaamadhishtaatri bhutaanaam chaakhileeshu yaa|
Bhuteshu satatam tasyiee vyaapti devyie namoo namah|22|

Chiti rupena yaa krutasna meetadwapya sthitaa jagath|
Namastasyie namastasyie namastasyie namoo namah|23|

Gayatri Mantra Chants For Spiritual Enlightenment And Wisdom

Om bhur bhuvaha svaha

Tat savitur varenyam

Bhargo devasya dhimahi Dhiyo yonah prachodayat

hanuman chalisa

A.R.Rahman Concert LA, Part 36/41, Vande Mataram Full Song

माँ

वन्दे मातरम
वन्दे मातरम
वन्दे मातरम वन्दे मातरम ()

यहाँ वहाँ सारा जहा देख लिया है
कही भी तेरे जैसा कोई नहीं है
अस्सी नहीं सौ दिन दुनिया घूमा हूँ
नहीं कही तेरे जैसा कोई नहीं है

मैं गया जहा भी बस तेरी याद थी
जो मेरे साथ थी मुझको तडपाती रुलाती
सबसे प्यारी तेरी सूरत प्यार है बस तेरा प्यार ही


माँ तुझे सलाम ()
अम्मा तुझे सलाम
वन्दे मातरम वन्दे मातरम ()


जहां तू हैं वहां मैं तेरा हूँ दीवाना मैं
झूमु नाचू गाउन तेरे प्यार का तराना मैं
चन्दा नहीं सूरज नहीं दुनिया की दौलत नहीं
बस लूटूँगा तेरे प्यार का खजाना

एक नज़र जब तेरी नज़र जब तेरी
होती है प्यार की होती है प्यार की
दुनिया तब तो मेरी चमके दमके महके रे
तेरा चेहरा सूरज जैसा चाँद सी ठण्ड है प्यार मैं


वन्दे मातरम वन्दे मातरम ()
वन्दे मातरम

तेरे पास ही मैं रहा हूँ अपनी बाहें खोल देत
जोर से मुझको गले लगा ले मुझको फिर वो प्यार दे

माँ माँ माँ

तू ही जिंदगी है तू ही मेरी मोहब्बत है
तेरे ही पैरो में जन्नत है तू ही दिल तू जान माँ

माँ तुझे सलाम ()
अम्मा तुझे सलाम
माँ तुझे सलाम
वन्दे मातरम वन्दे मातरम ()
वन्दे मातरम वन्दे मातरम वन्दे मातरम ()