Tuesday, May 11, 2010

SONG- TERA SATH HAI KITNA PYARA

tera saath hai itana pyaara -2
kam lagta hai jeevan saara
tere milan ki lagan mein
hamein aana padega duniya mein dubaara -2

maine tan man tujh par vaara
pyaas bujhi na karke nazaara
tere milan ki lagan ...

jitni tujhamein hai ada ( utni hi vafa ) -2
jitna jahaan mein pyaar hai ( tujhse mujhe mila ) -2
badhti hi jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi
jitana karoon nazaara
hamein aana padega ...

pyaar ke ek ek pal pe hain ( sau jeevan qurbaan ) -2
pyaar kabhi marta nahi ( marte hain insaan ) -2
pyaar usi ka jeevan hai jo tere saath guzaarahamein aana padega ...

No comments: