Monday, May 17, 2010

Barso Re

Naa re naa re, Naa re naa re
Naa re naa re, Naa re naa re
Barso re. Megha megha barso re
Megha megha barso re, Megha barso
Meethaa hai, kosaa hai, Baarish ka bosa hai
Kosa hai, kosa hai, Baarishon ka bosa hai
Jal jal jal jal jal jal jal thal jal thal
Chal chal behta chal

Geeli geeli geeli ha. Ha ha ha ha
Geeli geeli maati, geeli maati ke
Chal gharonde banyaange re
Hari bhari ambi, ambi ki daali
Mil ke jhoole jhulaayange re oh
Dhan baiju gaj ne. Hal jote sabne
Bailon ki ghanti baji. Aur taal lage bharne
Re tair ke chali main toh paar chali
Re tair ke chali main toh paar chali

Paar waale parle kinaar chali re megha
Naa re naa re, Naa re naa re
Naa re naa re, Naa re naa re
Tu tu turu, tu tu turu, tu tu turu

Kaali kaali raaten, kali raaton mein
Yeh badarvaa baras jaayega
Gali gali mujh ko, megha doondegaa
Aur garaj ke palat jaayega

Ghar aangan angina, aur paani ka jharna
Bhol na jaana mujhe, poochenge varna
Re beh ke chali, main to beh ke chali
Re beh ke chali, main to beh ke chali
Re megha

Naa re naa re, Naa re naa reNaa re naa re, Naa re naa re

No comments: