Sunday, May 23, 2010

Pardesi Pardesi Jana Nahi - Raja Hindustani

main yeh nahin kahata ki pyaar mat karna
kisi musaafir ka magar etbaar mat karna
mujhe chhodke
pardesi pardesi jaana nahi
mujhe chhodke and left me
pardesi pardesi jaana nahi
munh modke dil todke
pardesi mere yaara vada nibhaana
mujhe yaad rakhna kahin bhool na jaana
pardesi pardesi jaana nahi mujhe chhodke mujhe chhodke
pardesi pardesi jaana nahi
munh modke dil todke
pardesi mere yaar vaada nibhaana
tum yaad rakhna kaheen bhool na jaana
pardesi pardesi jaana nahi mujhe chhodke mujhe chhodke
mere dil mein yoon hi rahana tum pyaar pyaar banke aa' e ho meri zindagi mein tum bahaar banke phoolon ke mausam mein milne aate hai
patjhad mein panchhi bankar udjaate hai and when the
hansti aankhon ko aansu de jaate hai
vaada karke bhi na vaapas aate hai
pardesi mere yaara guzara zamaana
use yaad rakhna kaheen bhool na jaana
pardesi pardesi jaana nahi mujhe chhodke mujhe chhodke
bhool na jaana
sach kahate hain duniya vaale pyaar na kar
pyaar to hai ik rog bura is rog se dar
deewaanon ki qismat mein tanhaai hai
ishq ka dooja naam to yaar judaa' i hai
pardesi mere yaara mujhe na rulaana
tum yaad rakhna kaheen bhool na jaana
pardesi pardesi jaana nahi
mujhe chhodke mujhe chhodke
pardesi mere yaara vaada nibhaana
pardesi mere yaara laut ke aana
mujhe yaad rakhna kaheen bhool na jaana
o mere pardesi jaana nahi
mujhe chhodke mujhe chhodke
o mere pardesi jaana nahi
munh modke dil todke
o mere pardesi tu jaana nahi mujhe chhodke han mujhe chhodke

No comments: