Aaye ho merii zi.ndagii me.n tum bahaar banke
Mere dil me.n yuu.n hii rahana, tum pyaar pyaar ban ke
Aankho.n me.n tum base ho sapne hazaar banke
Mere dil me.n yuu.n hii rahana tum pyaar pyaar banke
Ghuu.nghat me.n har kalii thii, ra.ngo.n me.n na dalii thii
Na shokh thii havaae.n, na khushbuu man chalii thii
Aaya hai ab ke mausam kaisa khumar banke

Aaye ho mere zi.ndagii me.n tum bahaar banke
Man ka nagar tha khaalii, suukhii padii thii dalii
Holi ke rang phike, benuur thii diiwaalii
Rimjhim baras pade ho tum to phuhaar ban ke

No comments:
Post a Comment