Friday, April 8, 2011

Jane Kaha Gaye Wo din.!

aane Kahaa Gaye Wo Din

Kahate The Teree Raah Me

Najaron Ko Bichhayenge

Chaahe Kahee Bhee Tum Raho,

Chaahenge Tum Ko Umarbhar

Tum Ko Naa Bhool Paayenge

Mere Kadam Jahaa Pade,

Sajade Kiye The Yaar Ne

Muz Ko Rulaa Rulaa Diyaa,

Jaatee Huyee Bahaar Ne

Apanee Najar Mein Aaj Kal

Din Bhee Andheree Raat Hai

Saayaa Hee Apane Saath Thaa,

Saayaa Hee Apane Saath Hai

Ek Piyar Ka Nagma. Shor

-Female--

mm Mm Mm, Mm Mm Mm Mm

mm Mm Mm Mm Mm Mm, Mm Mm Mm Mm, Mm Mm Mm Mm

ek Pyar Ka Nagma Hai, Maujon Ki Ravaani Hai - 2

zindagi Aur Kuch Bhi Nahin

teri Meri Kahaani Hai

ek Pyar Ka Nagma Hai, Maujon Ki Ravaani Hai

zindagi Aur Kuch Bhi Nahin

teri Meri Kahaani Hai

ek Pyar Ka Nagma Hai

la La La La La La, La La La La La La

kuch Paakar Khona Hai, Kuch Khokar Paana Hai

jeevan Ka Matlab To Aana Aur Jaana Hai

do Pal Ke Jeevan Se Ek Umr Churaani Hai

--Male--

zindagi Aur Kuch Bhi Nahin

teri Meri Kahaani Hai

--Both--

ek Pyar Ka Nagma Hai

--Male--

tu Dhaar Hai Nadiya Ki, Main Tera Kinaara Hoon

--Female--

tu Mera Sahaara Hai, Main Tera Sahaara Hoon

aankhon Mein Samandar Hai, Aashaaon Ka Paani Hai

zindagi Aur Kuch Bhi Nahin

teri Meri Kahaani Hai

--Both--

ek Pyar Ka Nagma Hai

--Male--

toofaan To Aana Hai, Aakar Chale Jaana Hai

baadal Hai Yeh Kuch Pal Ka, Chhaakar Dhal Jaana Hai

parchhaaniyan Reh Jaati, Reh Jaati Nishaani Hai